Wo AankhoN meiN Rahta bhi nahiN
वो आँखों में रहता भी नहीं
वो आँखों से बहता भी नहीं
वो ख़फ़ा है आँखों की नमी पर
वो आँखों को सहता भी नहीं
वो आँखों में रहता भी नहीं
वो आँखों से बहता भी नहीं
वो ख़फ़ा है आँखों की नमी पर
वो आँखों को सहता भी नहीं
तुम्हें भुलाने की हुई हमसे कोई भी दुआ नहींकोशिश नहीं की, कभी मुनासिब लगा नहींमै पूरी सच्चाई से निभा रहा हूँ उस करार कोए जान-ए-दिल जो हम में तुम में हुआ ही नहीं
मशहूर हो चुके हैंमेरे दर्द के सब अफ़सानेकोई मुझसे लिपट के रो देतो कोई हैरत नहीं
Meri aankhon ke khwaaboN mein, tera intzaar hoga
Jab tak khuli hai aankhein mera dil nisaar hogaa
Bikhri bikhri zulfein teri
Paseena maathe par hai
Sach to yeh hai tum gusse mein
aur bhi pyaare lagte ho
Raahein taknaa;;taare ginna
saadiq kaam hamaara hai
aaj magar kyaa baat hai tum bhi
jaage jaage lagte ho
HasaratoN ke kitne sheeshe
Roz laayeiN, roz toote
Gum se ilteja, karte rahe sadaa
ek din to ye soz chhoote
by Devi Nangrani
ik diya maine jalaya, par diya usane bujha
silasila kaisa ye yarab, dosti ke nam par.
Begaani mehfil mein ruswaa, pyar mera kho gayaa
wo ashq ban k beh gaii mai palkon pe reh gayaa
Kuchh waqt ka intzaar aur kar lo
waqt ke faisle hum badal daalenge