फूलों से मिलिये
चाँद से बातें कीजिए
हक़ीक़त में सुंदर होते हैं
ख़्वाब देखा कीजिए
khwaab
Mere Khwaab
Mujhe milaakar, meri har cheez, badal chuki hai
Nahi badle, to mere khwaan, wo ab bhi wahi haiN
Ab wo din bhi nahi rahe – Prashant Shrivastava
Ab wo din bhi nahi rahe main, ro diya karta tha khul kar apni hi aankhon mein ab mai, je raha hu khwaab bankar Prashant http://www.shayarana.com http://www.theudaipur.com
zara sa kachcha khwaab bhi chakhne do – Prashant Shrivastava
Ye kya zid hai ke fasal-e-ishq pakne dozara sa kachcha khwaab bhi chakhne do From Diary 12:35 AM 3/15/2011jmdmusafir
hamara khwaab rakkha hai
Teri bewafaai ka sabab bhi jaaanta hai Musafir
Ishq ki khaatir humne, usko raaz rakkha hai
Wo ladki khwaab jaisi
wo jahaan mein na mumkin hai, use khayaal hi rehne do
dhadkan mein goonjne do, aur shaayari mein behne do
wo mere tasavvur mein hai, wo mere khwaab jaisi
…aur mai palkon pe reh gayaa
Begaani mehfil mein ruswaa, pyar mera kho gayaa
wo ashq ban k beh gaii mai palkon pe reh gayaa
khwabon ko saza di jaati hai
khwabon ko saza di jaati hai
bas need uda di jaati hai.