Thak Gaya
Thak gayaa, tere, munsif ko, daleeleiN, dete huye aye zindagi
Gar Haalaat ke baahar, koi, sulah ka, raastaa, ho to bataa
Thak gayaa, tere, munsif ko, daleeleiN, dete huye aye zindagi
Gar Haalaat ke baahar, koi, sulah ka, raastaa, ho to bataa
Jo Ishq tum se ho gayaa hai
Ye kissa ek gunaah bhi hai
Ke chamakti huiN shaamoN ka
Kuchh hissa siyaah bhi hai
Hum ne jo dekhe sapnay the
Toote huye nahiN rakhne the
Baarish se kyu ghabaraaye
Ek din to ye pakne the…
Wo intzaam bhi tha, tum pe, mar gaye hote
InaayatoN meiN, wafaa ko, milaa diya hota
Wo ruki-ruki si sardiyoN ki fizaa
Wo aankhoN ko kohra sa lagta hua
Wo tum jaisa koi simat ke guzarta hua
aur mujh jaisa koi, apne haath malta hua
Bahut mushkil, hai bach paana nigaahoN ke nishaane se Ye aksar karti haiN ghaayalmilne ke, bahaane seबहुत मुश्किल, है बच पाना, निगाहों के, निशाने से ये अक्सर करती हैं घायल मिलने के बहाने से
Zaraa si baat thi, sun ke, bhulaa diya hotaWafaa ki raah pe kuchh to, silaa diyaa hota