Fehrist-e-ashique-e-barbaad
Prashant V Shrivastava Waqt rehte tere dil se nikal gaye, to hum,samhal gayeWagarna hum bhi fehrist-e-ashique-e-barbaad mein hote Prashant V Shrivastavapecificcreation.com
Prashant V Shrivastava Waqt rehte tere dil se nikal gaye, to hum,samhal gayeWagarna hum bhi fehrist-e-ashique-e-barbaad mein hote Prashant V Shrivastavapecificcreation.com
Prashant V Shrivastava Wo mukhtsar si mulaaqaat, ajab si ek adaa de gai hameinKe jismein tamaam rang hai zindagi ke, wo fizaa de gai hameinab wo rang jab bhi kisi rang se zaraa bhi mil jaate haiRang chatakne lagte hai, khayaaloN ke, phool khil jaate hai Prashant V Shrivastavahttp://pecificcreation.com
Prashant V Shrivastava Mujhe tum bhulaane ki koshish na karnaYe aasaan lagta hai, par hai na-mumkinKe mai waqt ki tarz pe chal raha hooNMai guzra hu, fir bhi hooN thhehra tere binPrashant V Shrivastavahttp://pecificcreation.com
Maana qayamat par tera aana mukarrar hai Magar ye zindagi bhi to Qayamat tak hi hai Wo sitam dhha ke mujhe, naatvaan samajhta hai Uski ye khushfehmi, meri sharaafat tak hi hai Wo jo dil ke badle jism khareed leta hai Afsos uski soch tijaarat tak hi hai Too barbaad karde, magar mitaa nahi sakta … Read more
Prashant V Shrivastava Zulm karne ki ada, is waqt rok deejiyeJaagi hui aawaam ka bahut khauf keejiye
If I were given the tunes of “Tere mast mast do nain”, I would have written this…
Ek aisa ghar chaahiye mujhko, jiski fazaa mastana ho
ek kone mein gazal ki mehfil, ek kone mein maikhaana ho
Pankaj Udhas and Zafar Gorakhpuri
Chaand ka noor liye, shab ye shayarana hai
Hum hai aur yahaan, ek hasien fasaana hai