Uncategorized
Aa Chukaa Hoon Mai
आख़िरी अश्क़ कल शब बहा चुका हूँ मैदामन की नमी को अब सुखा चुका हूँ मैअब हर सितम के बदले, फ़क़त यलगार होगाकह दो दुनिया-ए-फ़ानी से, आ चुका हूँ मै
Zaraa si baat
Wo intzaam bhi tha, tum pe, mar gaye hote InaayatoN meiN wafaa ko milaa diya hota वो इंतज़ाम भी था तुम पर मर गये होतेइनायतों में वफ़ा को मिला दिया होता
NigaahoN ke Nishaane se
Prashant V Shrivastava (Musafir) NigaahoN ke Nishaane se Bahut mushkil, hai bach paana nigaahoN ke, nishaane se Ye aksar karti haiN ghaayal milne ke, bahaane se बहुत मुश्किल, है बच पाना, निगाहों के, निशाने से ये अक्सर, करती हैं… Read More ›
AankhoN mein chaand liye
Prashant V Shrivastava AankhoN mein chaand liye,Jab dekhaa tumne mujheMai youn munavvar ho gayaJaise kabhi tanhaa na thaa Read more at http://www.shayarana.com/aankhon-mein-chaand-liye/
Bewajaha muskurane ki aadat jo hai
Prashant V Shrivastava Bewajaha muskurane ki aadat jo haiLog hairaan ho ho ke mar jaate hai Sunein sab ki lekin karein man ki joWahi log duniya mein jee paate haiN waqt par chhod dein, waqt ke faisleaise hi log shab… Read More ›
Bejaan si majlis, mukhtliff ho gai
Prashant V Shrivastava Jo baithhe teri aarzoo haath mein lekarBejaan si majlis, mukhtliff ho gai Kisi ko dekh kar, kisi ne tera zikra kiyaHar Nigaah-e-mehfil, us taraf ho gai Wo garm haathoN se, sard jaam ka milnaYaad aaya to behte… Read More ›
wo charaag, kya jale
Prashant V Shrivastava Muhabbat se daaman bachaa ke chale, to Musafir kya chale Jo bheega rahe, jeest-e-khuloos mein, wo charaag, kya jale Jinmein rang-e-intzaar na ho, wo nigaahein zaaya hi hai Jinse laavaa-e ashq na bahe, wo nigaahein kis tarhaa… Read More ›
itne dinoN baad mujhe
Prashant V Shrivastava Teri yaadoN ke chalte, kuchh ashq jo beh gaye theKitna malbaa tha hasraton ka, jo saaf kar gaye theAb kaafi saaf lag rahaa hai, manzar-o-aasmaan mujheAchchha lagaa mlke khud se, itne dinoN baad mujhe ~ Prashant V Shrivastava
Do shakhs hote the
Prashant V Shrivastava Muhabbat ke zamaane ki deewaangee ka aalam, kyaa aalam thaDo shakhs hote the, Zaraa se sayaane, aur saare deewaane se