mausam badal rahe hain
ShahrOn ki bheeD mein hum tanha khaDe hai Devi
Be chehra loG saare khuD ko hi chhal rahe hain.
ShahrOn ki bheeD mein hum tanha khaDe hai Devi
Be chehra loG saare khuD ko hi chhal rahe hain.
Waqt ruka jaise doo ghadi aur mujse yeh poochne laga,
Kyoo harr pemana iss mehkhane mein swaarthi hone laga.
Khush-e-dil-e-veeraan ka itna saa bas maajraa hai aa gai teri yaaadein to, saara aalam hara bhara hai SardiyoN ki wo subahaa, jab tum chale gaye the aankhon mein aaj bhi qaayam, us pal ka kohraa hai ab bhi chhalak uthh_ti hai hasien, younhi aankhon se kyaa karein ke seene mein musafir, dard itna bharaa hai
wo jahaan mein na mumkin hai, use khayaal hi rehne do
dhadkan mein goonjne do, aur shaayari mein behne do
wo mere tasavvur mein hai, wo mere khwaab jaisi
You can also post your incomplete or half written poetry to Shayarana.com for Mukhtasar kalaam category. And once you have completely written that, you can ask me to shift it to main categories.
Choo gayi mukhko ye hawa jaise
Dil mein dhUan dhUan uTtha jaise.
Kabhi kabhaar bade bebas
lagte hai haalaat
badi bebas si nazar aati hai
yeh rooh
Begaani mehfil mein ruswaa, pyar mera kho gayaa
wo ashq ban k beh gaii mai palkon pe reh gayaa
If I were given the tunes of “Tere mast mast do nain”, I would have written this…