Keh do na yeh kya hai ??
abhi abhi to tumse milee hoon
abhi abhi mujhe kya ho gayaa hai
kaise yeh haalat hai
kaise yeh jazbaat hai
Keh do naa…
abhi abhi to tumse milee hoon
abhi abhi mujhe kya ho gayaa hai
kaise yeh haalat hai
kaise yeh jazbaat hai
Keh do naa…
Tehzeeb-o-adab ko jaise, har tarhaa dar-kinaar kiyaa
Bekhwaab meri in aankhon ne jab aapka deedaar kiyaa
Kismat raqueeb Devi, cHalta na Zor pHir bhee
MaNThan kiya jo man ka, Anubhuti Ek payee.
by Devi Nangrani
ik diya maine jalaya, par diya usane bujha
silasila kaisa ye yarab, dosti ke nam par.
zarraa ka khud ki naatawaani aur duniya ki berahami par tanz !
kisi ne jo apna kahaa hai
to duniya hasien lagne lagee hai
patjhar ke mausam jaane lage
aur bahaarein sajne lagi hain
Naazuki uss ke lab kee kya kahiye
paNkhuree ik gulaab kee see hai
Tumne hemien apnaakar, jo yeh khushii dee hai
zinda to the hum lekin, tumne zindagi dee hai
Khamoshi soonapan aksar
Dard ko kheench laata hai
guzarta hua har pal
Jaise ant ko sameep laata hai
Devi duniyaaN vo shatranj hai
Ab chaal badalna muhkil hai.