Shaguftagi ka lataafat ka shaahkaar ho tum
by Qaifi Aazmi
Shaguftagi ka lataafat ka shaahkaar ho tum
Faqat bahaar nahi haasil-e-bahaar ho tum
by Qaifi Aazmi
Shaguftagi ka lataafat ka shaahkaar ho tum
Faqat bahaar nahi haasil-e-bahaar ho tum
अनबुझी प्यास रूह की है ग़ज़ल
खुश्क होठों की तिश्नगी है ग़ज़ल
उन दहकते से मंज़रो की क़सम
इक दहकती सी जो कही है ग़ज़ल
देवी नागरानी
तिरंगा हमारा हो ऊँचा जहाँ
निगाहों में वो आसमाँ चाहिये
खिले फूल भाषा के ‘देवी’ जहाँ
उसी बाग़ में आशियाँ चाहिये.
by Prashant Shrivastava
aankhoN ko jaane kiske khwaab mil gaye hai
Raushni ke dhaagoN se andhere sil gaye hain
By Dev Shrivastava
Har rasta har lamha humhe abb to suhana lagta hai,
Aise lage jaise jism mei mere to ruh banke rehta ha
ghar lautoon to saari fizaayeiN khaatirdaari karti hai
Tanhaa hu to saari hawaayein baatein tumhari karti hai
Aapki baatoN mein, purkashish, lutf hai
Varna Duniya mein shor bahut hai
Bikhri bikhri zulfein teri
Paseena maathe par hai
Sach to yeh hai tum gusse mein
aur bhi pyaare lagte ho
Raahein taknaa;;taare ginna
saadiq kaam hamaara hai
aaj magar kyaa baat hai tum bhi
jaage jaage lagte ho
wo khwaahishein hi kya jo puraane raaston pe chalein
Aarzoo to kuchh aisi ho ke hawaaoN se guzar jaaoon mai