Uncategorized
Aa Chukaa Hoon Mai
आख़िरी अश्क़ कल शब बहा चुका हूँ मैदामन की नमी को अब सुखा चुका हूँ मैअब हर सितम के बदले, फ़क़त यलगार होगाकह दो दुनिया-ए-फ़ानी से, आ चुका हूँ मै
Zaraa si baat
Wo intzaam bhi tha, tum pe, mar gaye hote InaayatoN meiN wafaa ko milaa diya hota [youtube=https://www.youtube.com/watch?v=7yhVT3umG6s&w=400&h=322] वो इंतज़ाम भी था तुम पर मर गये होतेइनायतों में वफ़ा को मिला दिया होता
NigaahoN ke Nishaane se
Prashant V Shrivastava (Musafir) NigaahoN ke Nishaane se Bahut mushkil, hai bach paana nigaahoN ke, nishaane se Ye aksar karti haiN ghaayal milne ke, bahaane se बहुत मुश्किल, है बच पाना, निगाहों के, निशाने से ये अक्सर, करती हैं घायल, मिलने के, बहाने से
AankhoN mein chaand liye
Prashant V Shrivastava AankhoN mein chaand liye,Jab dekhaa tumne mujheMai youn munavvar ho gayaJaise kabhi tanhaa na thaa Read more at http://www.shayarana.com/aankhon-mein-chaand-liye/
Bewajaha muskurane ki aadat jo hai
Prashant V Shrivastava Bewajaha muskurane ki aadat jo haiLog hairaan ho ho ke mar jaate hai Sunein sab ki lekin karein man ki joWahi log duniya mein jee paate haiN waqt par chhod dein, waqt ke faisleaise hi log shab mein sukooN paate hai MazileinN paani hai, to nikalna hogaYahi khwaab aankhoN ko samjaate haiN … Read more
Bejaan si majlis, mukhtliff ho gai
Prashant V Shrivastava Jo baithhe teri aarzoo haath mein lekarBejaan si majlis, mukhtliff ho gai Kisi ko dekh kar, kisi ne tera zikra kiyaHar Nigaah-e-mehfil, us taraf ho gai Wo garm haathoN se, sard jaam ka milnaYaad aaya to behte behte, aankhein baraf ho gai Jis taraf too jaa baithha hai, aye hum nafasWahaan dekhta … Read more
wo charaag, kya jale
Prashant V Shrivastava Muhabbat se daaman bachaa ke chale, to Musafir kya chale Jo bheega rahe, jeest-e-khuloos mein, wo charaag, kya jale Jinmein rang-e-intzaar na ho, wo nigaahein zaaya hi hai Jinse laavaa-e ashq na bahe, wo nigaahein kis tarhaa jaleiN Josh-e zindagi liye, jo charaag jal na sake, wo bujhe to kya bujhe Jo … Read more
itne dinoN baad mujhe
Prashant V Shrivastava Teri yaadoN ke chalte, kuchh ashq jo beh gaye theKitna malbaa tha hasraton ka, jo saaf kar gaye theAb kaafi saaf lag rahaa hai, manzar-o-aasmaan mujheAchchha lagaa mlke khud se, itne dinoN baad mujhe ~ Prashant V Shrivastava
Do shakhs hote the
Prashant V Shrivastava Muhabbat ke zamaane ki deewaangee ka aalam, kyaa aalam thaDo shakhs hote the, Zaraa se sayaane, aur saare deewaane se