Tere rang rang chhalke
If I were given the tunes of “Tere mast mast do nain”, I would have written this…
If I were given the tunes of “Tere mast mast do nain”, I would have written this…
A story about a guy who was involved with criminal activites and most of the time he used to stay far of his love. And when he realized how much his girl friend loves him, it was too late. she now is breaking up and in response, the boy is expressing his remorse through a song…
Har amavas ko hoti h andheri raat.
Har amavas ko hoti h andheri raat…
Kuchh waqt ka intzaar aur kar lo
waqt ke faisle hum badal daalenge
Aayee bahar aayee, khushboo khumaar layee
KhushiyoN ka hai ye mausam, parivaar ko badhayee.
sarhad ki choti se leker sagar ki god tak
bhikara hun jarra jarra
main har kahin
mere dostoN mujhe aaj kal, na to chain hai, na qaraar hai
mera sirf itna kusoor hai, mujhe ek ladki se pyaar hai
dil ke aaine mein koi tasveer nikharne lagi hai
to raushni si poore dil mein bikharne lagi hai
Raat khaamosh si aati hai, guzar jaati hai
Teri yaadon ke bojh se dabee sii jaati hai