Do shakhs hote the
Prashant V Shrivastava Muhabbat ke zamaane ki deewaangee ka aalam, kyaa aalam thaDo shakhs hote the, Zaraa se sayaane, aur saare deewaane se
Prashant V Shrivastava Muhabbat ke zamaane ki deewaangee ka aalam, kyaa aalam thaDo shakhs hote the, Zaraa se sayaane, aur saare deewaane se
Prashant V Shrivastava Waqt rehte tere dil se nikal gaye, to hum,samhal gayeWagarna hum bhi fehrist-e-ashique-e-barbaad mein hote Prashant V Shrivastavapecificcreation.com
Prashant V Shrivastava Wo mukhtsar si mulaaqaat, ajab si ek adaa de gai hameinKe jismein tamaam rang hai zindagi ke, wo fizaa de gai hameinab wo rang jab bhi kisi rang se zaraa bhi mil jaate haiRang chatakne lagte hai, khayaaloN ke, phool khil jaate hai Prashant V Shrivastavahttp://pecificcreation.com
Maana qayamat par tera aana mukarrar hai Magar ye zindagi bhi to Qayamat tak hi hai Wo sitam dhha ke mujhe, naatvaan samajhta hai Uski ye khushfehmi, meri sharaafat tak hi hai Wo jo dil ke badle jism khareed leta hai Afsos uski soch tijaarat tak hi hai Too barbaad karde, magar mitaa nahi sakta … Read more
Prashant V Shrivastava Zulm karne ki ada, is waqt rok deejiyeJaagi hui aawaam ka bahut khauf keejiye
देवी नागरानी
तिरंगा हमारा हो ऊँचा जहाँ
निगाहों में वो आसमाँ चाहिये
खिले फूल भाषा के ‘देवी’ जहाँ
उसी बाग़ में आशियाँ चाहिये.