Love Shayeri
AankhoN mein chaand liye
AankhoN mein chaand liye Jab dekhaa tumne mujhe Mai youn munavvar ho gaya Jaise kabhi tanhaa na thaa Mere andaaz se milti julti aankhoN ki maalik ho Ye aankhein hai sher koi Aur tum maanind-e-ghaalib ho Ek sheir mukammal ho gaya Jaisa kabhi likhaa na tha Do aankhein do chaand hai Aur tum khud ho … Read more
deewane hua karte the
Jaane younhi yaad aa gaye wo mausam wo lamhe ek waqt tha hum bhi kabhie deewane hua karte the Nazaron ki halchal mein chhupe aadaab hote the ZulfoN ki chhaon mein mausam, shaadaab hote the Phoolon kaliyon se mehke huye afsaane hua karte the ek waqt tha hum bhi kabhie deewane hua karte the … Read more
Ek shaam, ek khwaab, aur thodi se fursat
by Prashant Ek shaam, ek khwaab, aur thodi se fursat Aa jana kabhi – dono -, baithhenge der tak Koi bahaana karke, tum zulfeiN khol dena Tumse meri or chale, ye hawaa se bol dena Siharan si mere kaanon pe fir hogi der tak Aa jana kabhi – dono -, baithhenge der tak … Read more
Foggy Tale
Later, when the breeze,
Whispered your name in my ears,
I was standing alone,
With a fear hitherto unknown.
Ab jo tanhaa se hum hain
Ab jo tanhaa se hum hain
Har taraf se sitam haiN
Zindagi kya nibhaayeiN
Himmatein bhi to kam hai
शराब पीने दे मस्जिद में बैठ कर या वो जगह बता जहाँ पर ख़ुदा नहीं
A collection by Anonymous एक ही विषय पर 6 महान शायरों का नजरिया – Mirza Ghalib : “शराब पीने दे मस्जिद में बैठ कर या वो जगह बता जहाँ पर ख़ुदा नहीं” Iqbal : “मस्जिद ख़ुदा का घर है, कोई पीने की जगह नहीं , काफिर के दिल में जा, वहाँ पर ख़ुदा नहीं ” … Read more
husn ke jahaan mein inqlaab ki tarhaa
SardiyoN ke taaza khile gulaab ki tarhaa
Shokh hayaa mein range aaftaab ki tarhaa
Aye naazneeN tum rang-o-boo ki fizaa ho
husn ke jahaan mein inqlaab ki tarhaa