Raat khaamosh sii
Raat khaamosh si aati hai, guzar jaati hai
Teri yaadon ke bojh se dabee sii jaati hai
Raat khaamosh si aati hai, guzar jaati hai
Teri yaadon ke bojh se dabee sii jaati hai
ab door tak dard hai
too jo nahi dost mere to
Kaise bhalaa ab savere ho
Gehraa saa ek gart hai
tum ye kaise juda ho gaye
har taraf har jagah ho gaye
Na Jee Bhar Ke Dekha Na Kuch Baat Ki,
Badi Aarzoo Thi Mulakat Ki,
aarzu ki shamaa jalaati hai par jalti nahi
yeh sau suraakh ki chaadar hai, jo silti nahi
Written by Prashant Shrivastava
Compiled by Shipra Shrivastava
aankhon ka likhaa aankhoN ne padhhaa
fir chupke se dil toot gayaa
Prashant Shrivastava
editor.shayarana@gmail.com