kyun zindagi phir se hum hi ko todne lagi hei
jis hayaat se mei picha chuda ke jaa rahi thi
voh aaj phir se kyun mere piche daudne lagi hei
ek muskurahat pe naaz tha jo chipati thi sabh
raaz dil ke saare aaj vahi kyun kholne lagi hei
jis hayaat se mei picha chuda ke jaa rahi thi
voh aaj phir se kyun mere piche daudne lagi hei
ek muskurahat pe naaz tha jo chipati thi sabh
raaz dil ke saare aaj vahi kyun kholne lagi hei
Tere khayaaloN kii raushni mein
mere saare andhere kho gaye
teri yaadoN kii zard dhoop se
Rang mere sunehre ho gaye
कोई नहीं था ‘देवी’ गर्दिश में मेरे साथ
बस मैं, मिरा मुक़द्दर और आसमान था.
Teri bewafaai ka sabab bhi jaaanta hai Musafir
Ishq ki khaatir humne, usko raaz rakkha hai
फिर टूट गया दर्पण सजन आओं चलें बिंब के पार।
स्व – पर का भेद बढा सजन आओं चलें खुदी के पार ।।
Koi jahunka hawaa ka, mujhe chhoo ke guzraa
Koi manzar mehka, zaraa noor saa chhalka
Kisi boond ka teeka, maathe par bikhraa
Mujhe aisa lagaa jaise, kuchh tumne kahaa
Tum shaguftaa shaam ho yaa, nargisi koi mehar
Adaa ye dil tak utar gai, tum jo aaye to
Ek ye din jab jaagi raateiN, deewaaroN ko takti hai
Ek wo din jab shaamoN ki bhi palkeiN bojhal rehti thi