Chal dhhoop ko bhigo dein
Chal dhhoop ko bhigo dein
Chal chhanv ko sukhaa dein
kahin chand soyaa hogaa
chal usko hum jagaa dein
Chal dhhoop ko bhigo dein
Chal chhanv ko sukhaa dein
kahin chand soyaa hogaa
chal usko hum jagaa dein
The melodious and very famous iconic Gazal singer Mehndi Hasan died in Karachi in Agha Khan Hospital. Shayarana.com pays homage to the India born legend and prays to Allah that the departed divine soul rests in peace.
Uski sachchaai dekhkar mai to bas hairaN hu
Wo bhalaa tha jab wo khwaab hua karta tha
HaiN gazal aankhein tumhaari
shaayari si kar rahi hai
Shayarana har wo sheh hai
jo bhi inse guzar rahi hai
jaanta bhi hooN mai, aur hoon anjaan bhi
LaakhoN mein jo tujhe hi dekh paata hu main
Tumhaare ashq sabhi, peene ka shauq rakhte haiN
Ishq ke mausam mein, jeene ka shauq rakhte haiN
aashmaan ki chahat karte honge udte huve parinde
mein toe tere dil ke kone mein chup jana chahti hu
aankhon ke chilman se tum ashq ban kar beh gaye
dil ke daaman se tum bewafayi ka kissa keh gaye
Fir kaise kab kya ho gaya
Saara hi manzar kho gayaa
Hum to bas hairaaN reh gaye
Hum kaise tanhaa reh gaye