Shayarana
शराब का जो नशा है
शराब का जो नशा है सुकून जैसा है
ये ज़िन्दगी की मुश्किलों के हल जैसा है
यकीं तो तभी होगा जब पी कर देखिएगा
ये ज़िन्दगी के शोरे में एक ग़ज़ल जैसा है
AankhoN mein chaand liye
Prashant V Shrivastava AankhoN mein chaand liye,Jab dekhaa tumne mujheMai youn munavvar ho gayaJaise kabhi tanhaa na thaa Read more at http://www.shayarana.com/aankhon-mein-chaand-liye/
wo charaag, kya jale
Prashant V Shrivastava Muhabbat se daaman bachaa ke chale, to Musafir kya chale Jo bheega rahe, jeest-e-khuloos mein, wo charaag, kya jale Jinmein rang-e-intzaar na ho, wo nigaahein zaaya hi hai Jinse laavaa-e ashq na bahe, wo nigaahein kis tarhaa jaleiN Josh-e zindagi liye, jo charaag jal na sake, wo bujhe to kya bujhe Jo … Read more
itne dinoN baad mujhe
Prashant V Shrivastava Teri yaadoN ke chalte, kuchh ashq jo beh gaye theKitna malbaa tha hasraton ka, jo saaf kar gaye theAb kaafi saaf lag rahaa hai, manzar-o-aasmaan mujheAchchha lagaa mlke khud se, itne dinoN baad mujhe ~ Prashant V Shrivastava
Do shakhs hote the
Prashant V Shrivastava Muhabbat ke zamaane ki deewaangee ka aalam, kyaa aalam thaDo shakhs hote the, Zaraa se sayaane, aur saare deewaane se