Dil tod ke hansti ho meraa…
Bikhri bikhri zulfein teri
Paseena maathe par hai
Sach to yeh hai tum gusse mein
aur bhi pyaare lagte ho
Raahein taknaa;;taare ginna
saadiq kaam hamaara hai
aaj magar kyaa baat hai tum bhi
jaage jaage lagte ho
Bikhri bikhri zulfein teri
Paseena maathe par hai
Sach to yeh hai tum gusse mein
aur bhi pyaare lagte ho
Raahein taknaa;;taare ginna
saadiq kaam hamaara hai
aaj magar kyaa baat hai tum bhi
jaage jaage lagte ho
wo khwaahishein hi kya jo puraane raaston pe chalein
Aarzoo to kuchh aisi ho ke hawaaoN se guzar jaaoon mai
A truely romantic gazal by masters of poetry and music. Written by Gulzar Sung by Ghulam Ali [youtube https://www.youtube.com/watch?v=GY1-7PZPVCc&w=480&h=390] Khushboo jaise log mile afsaane mein Ek Purana Khat khola anjane mein Shaam ke saaye balishton se naape hain Chand ne kitni der laga di aane mein Dil par dastak dene ye kaun aaya hai Kiski … Read more
It’s been ages, since we met Life’s getting, dull and fade Just one sight of you, is what I wish I will grab that look, and cherish How do I tell you! I miss you miss you Life’s cruising at a, great great pace I do grin but don’t have smile on the face All … Read more
Sung by Alka Yagnik Written by Javed akhtar Composed by Shankar ehsaan Loy Album Tum Aaye chandni se dhuli si raat mein ek khushboo si hai har baat mein Dil ki naadaaniyoN se tang hooN Baat sunta nahi jazbaat mein Ishq aur ye zamaane ki bandishein Dekhiye kya ho in haalaat mein Hai sitaare mere … Read more
[youtube https://www.youtube.com/watch?v=qx3U9Nm1MWM&w=480&h=390] Singer: Glenn John Movie: Woh Lamhe (2006) Tu jo nahi hai toh, kuchh bhi nahi hai Yeh maana ki mehfil jawaan hai, haseen hai Tu jo nahi hai toh, kuchh bhi nahi hai Samajh mein na aaye yeh kya maajara hain Tujhe paake dil mein yeh khaali sa kya hai Kyun har waqt … Read more
ab hasratoN mein, koi rang nahi koi noor nahi, kuchh bhi nahi
Ab aarzu ka, haasil hai kya, tanhaai hai aur kuchh bhi nahi
Neend ke jo baadal chhaye
khwaabon ki barsaat hui
Bheegi si khushboo faili
tumse mulaaqaat hui
Ud ge baalo-par udanon mein sar patakte hain aashiyanon mein kat gaye baalo-par, magar hamane Naksh chhode hain aasamaanon mein Jal uthenge charaag pal mein vo shiddatein chahiye taraanon mein Nazare baazaar ho gaye rishte Ghar badalne lage dukaanon mein Dharm ke nam par hua paakhand Log jeete hain kin gumaanon mein Valvale so ge … Read more
HasaratoN ke kitne sheeshe
Roz laayeiN, roz toote
Gum se ilteja, karte rahe sadaa
ek din to ye soz chhoote