Ye hayaat khud ek raaz hai
Kabhi yaad hai, kabhi khwaab hai, kabhi keval ittefaaq hai
Ek Shayarana libaas mein, Ye hayaat khud ek raaz hai
Kabhi yaad hai, kabhi khwaab hai, kabhi keval ittefaaq hai
Ek Shayarana libaas mein, Ye hayaat khud ek raaz hai
Jis umra mein uthhti hai doli kisi ki
Hum usi daur mein apna kafan silwaate hai
Mai usko jo dekhooN to, palat ke dekhti haiN
Mai jo na dekhoon to fir wo hairat se dehti hai
I drew what my mind could see
An orange worm and a purple tree
A blue rose without any thorns
A dancing pig with crimson horns.
Meri aankhon ke khwaaboN mein, tera intzaar hoga
Jab tak khuli hai aankhein mera dil nisaar hogaa
Someone filled my empty room, with tranquil footsteps
Someone erased all vacuum, with magical fragrance
I could not see anyone
I did not see anyone
But I know it’s you
It’s our rendezvous
kabhi to koi puch le ki kaisi guzar rahi hai, aisa nhi hota
is liye insaan wahi sahi hota jo har dard ko aankhon bhar ke muskuaata
himmat aati usmein jab wo jaan leta khud ko kaise sambhaalen tanhaan
kyon ki logoon ke daguzar ki koi intehaa nahi hoti
koshish to ki, noor magar wo chhupaa nahi
Taareef hai ye chehre ki, zulfoN ki kuchh khataa nahi
Aaj hawaa ki likhaawat jaani pehchaani si lagi
Kisi puraani yaad ki syaahi lagi thi shaayad
यंहा हर स्त्री सुन्दर है और हर पुरुष सुन्दर है
यह लोग प्रेम न करने वालो को बहुत अचरज से देखते है…