Prashant V Shrivastava
husn ke jahaan mein inqlaab ki tarhaa
SardiyoN ke taaza khile gulaab ki tarhaa
Shokh hayaa mein range aaftaab ki tarhaa
Aye naazneeN tum rang-o-boo ki fizaa ho
husn ke jahaan mein inqlaab ki tarhaa
Badi aarzoo thi mulaaqaat ki
Na jee bhar ke dekha na kuchh baat ki Badi aarzoo thi, mulaaqaat ki!! Kaii saal se kuchh khabar hi nahi Kahaan din guzaara kahaan raat ki UjaaloN ki pariyaaN nahaane lagi Nadee gungunaayii khayaalaat ki Mai chup tha to chalti hawaa ruk gayi Zabaan sab samajhte hain jazbaat ki SitaaroN ko shayaad khabar hi … Read more
Saiyyaara…
Khwaishon se justzu tak karte rahe hum roz manzil ka safar
Chota sa nanha sa ugte suraj sa roshan he ye sapna humara
ऐ ज़िन्दगी, चल दोस्ती कर लेते हैं |
मैं तो गुज़र चुका हूँ ,
तू ही थोड़ी सी बची है,
चल तेरे गुजरने तक,
साथ साथ हँस लेते हैं |
Ek roz hamaare dil bhi Milenge
Aise Hi Milte Rahe Tere Jazbaat jo apne…
Ek roz hamaare dil bhi Milenge…