Hum Judaa Ho Gaye…
Khud ko jo jana toe khud se hi khafa ho gaye
Aarzoo-e-wafa karte karte hum bewafaa ho gaye
Khud ko jo jana toe khud se hi khafa ho gaye
Aarzoo-e-wafa karte karte hum bewafaa ho gaye
Mai apne chashm-e-nam se use dekhta hi reh gaya
Wo meri besabab si hairat ko sochta hi reh gayaa
Waqt bhi pareshaanN-O-PashemaaN hua is tarhaa
Khud to ruka hi, hamein bhi rokta hi reh gayaa
Kabhi yaad hai, kabhi khwaab hai, kabhi keval ittefaaq hai
Ek Shayarana libaas mein, Ye hayaat khud ek raaz hai
Mai usko jo dekhooN to, palat ke dekhti haiN
Mai jo na dekhoon to fir wo hairat se dehti hai
koshish to ki, noor magar wo chhupaa nahi
Taareef hai ye chehre ki, zulfoN ki kuchh khataa nahi
Aaj hawaa ki likhaawat jaani pehchaani si lagi
Kisi puraani yaad ki syaahi lagi thi shaayad
यंहा हर स्त्री सुन्दर है और हर पुरुष सुन्दर है
यह लोग प्रेम न करने वालो को बहुत अचरज से देखते है…
Chal dhhoop ko bhigo dein
Chal chhanv ko sukhaa dein
kahin chand soyaa hogaa
chal usko hum jagaa dein
The melodious and very famous iconic Gazal singer Mehndi Hasan died in Karachi in Agha Khan Hospital. Shayarana.com pays homage to the India born legend and prays to Allah that the departed divine soul rests in peace.
Uski sachchaai dekhkar mai to bas hairaN hu
Wo bhalaa tha jab wo khwaab hua karta tha