Khayal Tujhko Dekhne Ka Phir…
Khayal Tujhko Dekhne Ka Phir Dil me Aata He…..
Gustakh Ankho Ko Phir Dil Keh Ke Kuch Samjhata He…..
Khayal Tujhko Dekhne Ka Phir Dil me Aata He…..
Gustakh Ankho Ko Phir Dil Keh Ke Kuch Samjhata He…..
Aapne In Aankhon Mai Duniya Basa Rakhi Hai
Maine Bahut Ummeedain Inse Saja Rakhi Hai
Na aadaton me shumar karna
Na rahaton ka nasha kehna
Mujhe tum sirf apna pyar kehna..
Sabd bichar jaate hei jabh bhi saaz se
Ghazal ki masoomiyat se maut hoti he
Khaamoshi se baatein karna
choo loon mai to, aankhein bujhana
aise kisi vasl ka khwaab hai
I want to disappear,from the clutches of friends,
and relationships, that kill me with expectations.
Gazal jab saanche mein dhhal jaati hai
To kuchh tum jaisi hi nazar aati hai
Khud ko jo jana toe khud se hi khafa ho gaye
Aarzoo-e-wafa karte karte hum bewafaa ho gaye
Mai apne chashm-e-nam se use dekhta hi reh gaya
Wo meri besabab si hairat ko sochta hi reh gayaa
Waqt bhi pareshaanN-O-PashemaaN hua is tarhaa
Khud to ruka hi, hamein bhi rokta hi reh gayaa