Tere mast mast do nain…
Taak te rehte tujhko, saanjh savere…
Naino mein basya jaise
Nain yeh tere..
Tere mast mast do nain
Mere Dil ka le gaye chain
Written by Faiz anwar Faiz
Taak te rehte tujhko, saanjh savere…
Naino mein basya jaise
Nain yeh tere..
Tere mast mast do nain
Mere Dil ka le gaye chain
Written by Faiz anwar Faiz
Raat ki hatheli par, chaand jagmagaata hai
Uski naram kirnon mein, tumko dekhta hoon to, dil dhadak sa jaata hai
Dil dhadak sa jaata hai
Raat ki hatheli par chaand jagmagaata hai
Tum! kahan se aayi ho, kis nagar ko jaaogi
Tum kahan se aayi ho, kis nagar ko jaaogi
Sochta hoon mai hairaan
Chaand jaisa ye chehra
Raat jaisi ye zulfein
Hai jagayein sau armaan
Ek nasha sa aankhon mein dheere dheere chhaata hai
shaayaraanaa see hai, jindagee kee fazaa
aap bhee jindagee kaa majaa leejiye
mai gazal ban gayee aap ke saamane
shauq se, ab mujhee gunagunaa leejiye
Tere ishq mein, haay tere ishq mein
raakh se ruukhi, koyale se kaali raat kate na, hizraan waali
teri justaju, karate rahe
marate rahe, tere ishq mein
tere ruu-ba-ru, baithe hue
marate rahe, tere ishq mein
tere ruu-ba-ru, teri justaju
tere ishq mein, haay tere ishq mein
Kuchh waqt ye thhehraa thhehra hai
Kuchh chaand bhi sanjeeda hai
Kaun aaya hai dil ki raahoN mein
dil halke se jo dhadkaa hai
Prashant Shrivastava
Ek aisa ghar chaahiye mujhko, jiski fazaa mastana ho
ek kone mein gazal ki mehfil, ek kone mein maikhaana ho
Pankaj Udhas and Zafar Gorakhpuri
tum ye kaise juda ho gaye
har taraf har jagah ho gaye
Na Jee Bhar Ke Dekha Na Kuch Baat Ki,
Badi Aarzoo Thi Mulakat Ki,
ye baarishein, ye aarzu, ye bekhudi ka aalam
Hai ishq ke aasaar yahaan, hai jo ye mausam
Prashant