Tera naam likh ke maine, jo zara gungunaa diyaEk shaakh lachak si gai, ek phool muskuraa diyaa Tere aankhon ke sitaaroN ki chamak ko dekhkarShab jheel mein utar gai aur chaand bhi lehraa diya Ek pal mein jo guzar gai,… Read More ›
prashant
zara sa buraa, lagaa tha mujhe – Prashant Shrivastava
Teri us berukhi par, muskuraa kar, dekha tha tujhePar yahi sach hai, ke zara sa buraa, lagaa tha mujhe Mere jeene ko zaroori saansein, kam ho gai thiJab teri aankh mein koi aur bhi dikhaa tha mujhe
zara sa kachcha khwaab bhi chakhne do – Prashant Shrivastava
Ye kya zid hai ke fasal-e-ishq pakne dozara sa kachcha khwaab bhi chakhne do From Diary 12:35 AM 3/15/2011jmdmusafir
aankhon se ghum nikal aaye hai – Prashant Shrivastava
khushiyon se kuchh bhoole huye, maraasim nikal aaye haiwo pal yaad aaye to aankhon se ghum nikal aaye hai prashjmd12:45 AM 11/9/2006www.shayarana.com
Yeh ishq ki duniyaa – Prashant Shrivastava
Yeh ishq ki duniyaa , ajeeb si hi to haiJinhe hai qadr-e-wafaa wo hi tanhaa rehte hai http://www.shayarana.com April 17, 2013 0102hrs.
jab tak hai zindagi, jab tak hai jaan – Prashant Shrivastava
Meri aankhon ke khwaaboN mein, tera intzaar hogaJab tak khuli hai aankhein mera dil nisaar hogaaMujhe hai khabar ke tujh par, koi asar na hogaJaane ke baad mere, tujhe aitbaar hogaaYahi silsilaa rahega, ab apne darmayaanjab tak hai zindagi, jab… Read More ›
jab wo khwaab hua karta tha
Uski sachchaai dekhkar mai to bas hairaN hu
Wo bhalaa tha jab wo khwaab hua karta tha
jab aapka deedaar kiyaa
Tehzeeb-o-adab ko jaise, har tarhaa dar-kinaar kiyaa
Bekhwaab meri in aankhon ne jab aapka deedaar kiyaa