Thak gayaa, tere, munsif ko, daleeleiN, dete huye aye zindagi
Gar Haalaat ke baahar, koi, sulah ka, raastaa, ho to bataa
Poetry
Ye jo Ishq…
Jo Ishq tum se ho gayaa hai
Ye kissa ek gunaah bhi hai
Ke chamakti huiN shaamoN ka
Kuchh hissa siyaah bhi hai
Zaraa si baat thi
Wo intzaam bhi tha, tum pe, mar gaye hote
InaayatoN meiN, wafaa ko, milaa diya hota
Zara si baat thi
Zaraa si baat thi, sun ke, bhulaa diya hotaWafaa ki raah pe kuchh to, silaa diyaa hota
NigaahoN ke Nishaane se
Prashant V Shrivastava (Musafir) NigaahoN ke Nishaane se Bahut mushkil, hai bach paana nigaahoN ke, nishaane se Ye aksar karti haiN ghaayal milne ke, bahaane se बहुत मुश्किल, है बच पाना, निगाहों के, निशाने से ये अक्सर, करती हैं… Read More ›
Ek shaam, ek khwaab, aur thodi se fursat
Badi lambi saari baatein, kehni hai hasrat se
Tum bas jawaab dena, palkoN ki harqat se
Bas aankhoN pe rakhene, hum nazareiN der tak
Aa jana kabhi – dono -, baithhenge der tak