Teri us berukhi par, muskuraa kar, dekha tha tujhe
Par yahi sach hai, ke zara sa buraa, lagaa tha mujhe
Par yahi sach hai, ke zara sa buraa, lagaa tha mujhe
Mere jeene ko zaroori saansein, kam ho gai thi
Jab teri aankh mein koi aur bhi dikhaa tha mujhe
Categories: Uncategorized
Leave a Reply