paNkhuree ik gulaab kee see hai

!~ Meer Taqi Meer ~!
Hasti apni Hubaab kee see hai
Yeh numa’ish suraab kee see hai
Naazuki uss ke lab kee kya kahiye
paNkhuree ik gulaab kee see hai
Baar-baar us ke dar pe jaata hu
Haalat ab iztiraab kee see hai
maiN jo bola kaha ke ye aawaaz
usee KHaanah-KHaraab kee see hai
Meer’ un neem-baaz aaNkhoN meN
saaree mastee sharaab kee see hai


Categories: Popular Poetry

Tags: , , ,

1 reply

Trackbacks

  1. Ada

Leave a Reply

Fill in your details below or click an icon to log in:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out /  Change )

Twitter picture

You are commenting using your Twitter account. Log Out /  Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out /  Change )

Connecting to %s

%d bloggers like this: